...Jeevan me kayi khayal...khwaahish...muraadein....yaadein...adhoori rah jaati hai...
Aise hi kayi kuredte khayaalon ke gubaar ko samet ker...main apni nayi ghazal peshe-khidmat kerta hoon.....
Aur meri ye ghazal bhi..."Ghazal Samrat Shri Jagjit Singh..ko meri teraf se bhent ki srinkhlaaon mein se ek hai....
Arrza hai....
...................
Aaj phir teri yaadon ko, aankhon mein chupa rakha hai.....
Mere deewar pe latki teri tasweer ne...
Kayi raton se mujhe, jaga rakha hai
..........
Bewafa kah doon jo tumhe...ye kaise mumkin ho..

Jab saari duniya ne tujhe..Meharbaan bata rakha hai
.............
Aaj phir teri yaadon ko, aankhon mein chupa rakha hai........
.......................
Tootker.. bikhar bhi gaye to.. gham nahi...
Lootker.. bikhar bhi gaye to.. gham nahi...
Teri haqeeqat, ke har eek raaz ko,Seene mein daba rakha hai
............
Aaj phir teri yaadon ko, aankhon mein chupa rakha hai
.........................
Mujhe kya khuda ka khauf..ya maseehon ka Dar..

Khamosh hoon to samajh Lena,Ki bas tera kaha rakha hai
.................

..............
Ek nazar laut bhi aao humdum...
Ek pahar laut bhi aao humdum..
Chand ghariyan to use chain ki naseeb Ker do ..
Jis deewane ko ta-ummra sata rakha hai
...............
Aaj phir teri yaadon ko, aankhon mein chupa rakha hai...

mind blowing sir.................. Shabdon ki gehraiyan aap ko sochne pe majboor kar deti hain
ReplyDelete