1.
Zindagi hai......
.........Yehan - Raahein aansaan kahan,
....Manzilon ka thos, nishan kahan.....
Ko gar....
Mujhsa musaafir nahi ....
To ye zehan kahan, wo Khuda kahan....
2.
Hai meri barbaadiyon ka sabab yehi....
Ki joothe waadon pe, aashiyan banata chala gaya......
Ki had mod par laga tha , dilzalon ka mazma.....
Jis mod se guzra, mahkhana banata chala gaya......
Hai meri barbaadiyon ka sabab yehi....
Ki joothe waadon pe, aashiyan banata chala gaya......
3.
Dard-aye, Mohabbat bayan kerna.....
.....Aasaan nahi hai..."Prem".......
......Kal aag ki dariya thi....
Aaz samunder, ban gaya hai yaaron......
No comments:
Post a Comment